Since 2011
Madina Yakhni Pulao 2011 se yakhni pulao bana raha hai — basmati chawal gosht ki taazi yakhni mein, degh mein dum par. Aaj hamari 10 branches hain: Multan (5), Lahore (3) aur Faisalabad (2).
Madina Yakhni Pulao has served slow-cooked yakhni pulao since 2011 and now runs 10 branches in Multan, Lahore and Faisalabad.
Hum kya banate hain
- Yakhni Pulao — chicken, beef aur mutton; Sindhi biryani aur channa pulao bhi.
- Salan — chicken qorma, karahi aur steam.
- Meetha — mutanjan.
- Daig catering — shadi, walima, aqiqa, milad, dawat aur sadqa ke liye poori daig, aap ki jagah par.
Dine-in, takeaway, home delivery aur online order — menu dekhein · daig book karein.
Hamara wada
- Roz taaza degh.
- 100% halal gosht.
Rabta
Apni qareeb branch ka number aur pata Contact page par hai. Management se baat: WhatsApp 0300-9429933.